kabhi Ungli mat uthana bazu torr k rakh dain gay.
 galti se jo lalkare ga to garh k rakh dain gay

 hum pakistani mujahid hain is dharti k rakh wale hum jaan ki bazi kheel k tujh ko kaat k rakh dain gay

 sar py band k nikle kafan doshmano ko kar dain dafan khon mein hai watan parasti bazoun mein pora dam hum

khatron k hain khilarri bande hain sache Rab k sheron jaisa jigra apna aankhain hai ukabli jo bhi hum se hai takraya hum ne usko mat di

hum jaan se zada pyar karte hain is dharti se #PAKISTAN #PAKARMY #PAKISTANZINDABAD #MAAKIDUA