Mein bhi Pakistan hoon tu bi Pakistan hai Tu to meri jaan hai tu mera iman hai Kehti hai yeh raah e amal aao hum sab sath chalain Mushkil ho ya aasani hath mein dalay hath chalain Dharkan hai Punjab agar dil apna mehran hai Gulshan ho ya parbat ho hum say koi dur nahi Dil kis ki tareef karay har gosha hai aap haseen Suraj hai sarhad ki zameen chand Balochistan hai Pakistan Akida bhi Pakistan yakeen bhi hai Pakistan nazarya bhi Pakistan zameen bhi hai Rang barangi dunia mein is ki yeh pehchaan hai